Parinda Lyrics

 


Parinda Lyrics in Hindi

Jalna bhujna, bhujke jalna
Marna jeena, marke jeena
Mangne wali cheez nahi ye
Mauka uska jisne chheena

Girna utna, utke chalna
Chad ja ambar jeena jeena
Yaad rehe yeh sart safar ki
Pichhe mud ke dekh kabhi na

Jeet ka junoon hai toh
Haar sochna kyun
Jab zindagi hai ik hi
Do baar sochna kyun...

Main parinda kyun banu
Mujhe aasmaan banna hai
Main ik panna kyun rahu
Mujhe dastaan banna hai

Main parinda kyun banu
Mujhe aasmaan banna hai

Koi toh wajah hai
Jo zid pe adi hai ye dhadkane
Yahi toh wajah hai
Kiya jo kisi ne nahi hum kare

Talwaar haath mein tere
De maar sochna kyun
Jab zindagi hai ik hi
Do baar sochna kyun...

Main parinda kyun banu
Mujhe aasmaan banna hai
Main ik panna kyun rahu
Mujhe dastaan banna hai

Post a Comment

0 Comments